Hazrat Usman Bin Affan Radiallahu Ta'la Anhu Urdu Sayyed ul Askhiya Ameer ul Momineen Khalifa tul Muslimeen Khalifa e Som Damad e Rasool Humzulf e Mola Ali Hazrat Sayyedna Usman Ghani Zunnurain Razi Allahu Tala Anhu Aapki Wiladat 579 Esvi Me Hui, Aapki Shahadat 12 Zil Hajj 35 Hijri Mutabik 656 Esvi Me Hui, Aap Teesre Khalifa e Rashid Hai, Aap Musalman Hone Wale Chote Mard Hain, Aap As Saabiqoon Al Awwaaloon Me Shamil Hain, Aap Ashra e Mubashara Me Se Hain, Aapne Jung e Badr Ke Alawa Har Jung Me Shirkat Ki, Huzoor Shehansha e Qull Aalam Hazrat Muhammad Mustafa Ne Apni Do Shahzadi Hazrat Sayyeda Ruqayya Salamullah Alaiha Hazrat Sayyeda Umme Kulsoom Salamullah Alaiha Ak Ke Baad Ak Aapke Nikah Me Di Islye Aapko Zun Noorain Kha Jata Hain Yani Do Noor Wale, Huzoor Nabi e Akram Farmaya Karte The Agar Meri Aur Koi Beti Hoti To Me Wo Bhi Usman Ke Nikah Me Deta, Huzoor Farmaya Karte The Jise Jannati Insaan Ko Dekhna Ho Wo Usman Ghani Ko Dekh Le, Ak Martaba Huzoor Ne Irshad Farmaya Ke Usman J...
Comments
Post a Comment