Posts

Showing posts from September, 2023

Hazrat Usman Bin Affan Radiallahu Ta'al Anhu

Image
Hazrat Usman Bin Affan Radiallahu Ta'la Anhu Urdu Sayyed ul Askhiya Ameer ul Momineen Khalifa tul Muslimeen Khalifa e Som Damad e Rasool Humzulf e Mola Ali Hazrat Sayyedna Usman Ghani Zunnurain Razi Allahu Tala Anhu Aapki Wiladat 579 Esvi Me Hui, Aapki Shahadat 12 Zil Hajj 35 Hijri Mutabik 656 Esvi Me Hui, Aap Teesre Khalifa e Rashid Hai, Aap Musalman Hone Wale Chote Mard Hain, Aap As Saabiqoon Al Awwaaloon Me Shamil Hain, Aap Ashra e Mubashara Me Se Hain, Aapne Jung e Badr Ke Alawa Har Jung Me Shirkat Ki, Huzoor Shehansha e Qull Aalam Hazrat Muhammad Mustafa Ne Apni Do Shahzadi Hazrat Sayyeda Ruqayya Salamullah Alaiha Hazrat Sayyeda Umme Kulsoom Salamullah Alaiha Ak Ke Baad Ak Aapke Nikah Me Di Islye Aapko Zun Noorain Kha Jata Hain Yani Do Noor Wale, Huzoor Nabi e Akram Farmaya Karte The Agar Meri Aur Koi Beti Hoti To Me Wo Bhi Usman Ke Nikah Me Deta, Huzoor Farmaya Karte The Jise Jannati Insaan Ko Dekhna Ho Wo Usman Ghani Ko Dekh Le, Ak Martaba Huzoor Ne Irshad Farmaya Ke Usman J...

Silsila E Chishtiya Sabriya

Image
  Silsila E Chishtiya Sabriya 1.Khwaja Moinuddin Hasan Chishti Ajmeri A.R. 2.Khwaja Qutubuddin Bakhtiyar Kaki A.R. 3.Baba Fariduddin Masood Ganjshakar A.R. 4.Hazrat Alauddin Ali Ahmed Sabir Kaliyari A.R. 5.Hazrat Hafiz Shamshuddin Turk Panipati A.R. 6.Hazrat Jalaluddin Kabeerul Auliya A.R. 7.Hazrat Makhdoom Ahmad Abdul Haq Rudaulvi A.R. 8.Hazrat Shaikh Arif Rudaulvi A.R. 9.Hazrat Shaikh Muhammad Rudaulvi A.R. 10.Hazrat Shaikh Abdul Quddus Gangohi A.R. 11.Hazrat Shaikh Jalaluddin Thanesari A.R. 12.Hazrat Shaikh Nizamuddin Balkhi A.R. 13.Hazrat Shaikh Abu Saeed Gangohi A.R. 14.Hazrat Shaikh Muhibullah Allahabadi A.R. 15.Hazrat Shaikh Muhammadi Fayaz A.R. 16.Hazrat Shaikh Muhammadi Makki A.R. 17.Hazrat Shaikh Azduddin Jafri A.R. 18.Hazrat Shaikh Abdul Hadi Amrohvi A.R. 19.Hazrat Shaikh Abdul Bari Amrohvi A.R. 20.Hazrat Shaikh Abdul Raheem Shaheed Wilayati A.R. 21.Hazrat Miyanji Noor Mohammad Jhinjhanvi A.R. 22.Hazrat Shaikh Haji Imdadullah Muhajir Makki A.R. 23.Hazrat Maulana Muhammad...

Maulana Wilayat Hussain Chishti Allahabadi Rehmatullahi Alaih

Image
 Hazrat Maulana Wilayat Hussain Chishti Farouqi Allahabadi Rehmatullahi Alaih  Hazrat was Mureed O Khalifa of Shaheed E Ishq Maulana Muhammad Hussain Allahabadi Reh. Astana Of Hazrat is located at Chota Daira Bahadurganj, Allahabad, Uttar Pradesh, India Location: Dargah Maulana Wilayat Hussain Hazrat Was Succeeded by his son Hazrat Ahmad Miyan Farouqi Allahabadi Rehmatullahi Alaih. His Khanqah is managed by Sajjada Nasheen Hazrat Shah Shoaib Farouqi and Shah Arif Ahmad Ahmadi Madarasa Farouqia Imdadia Branch Of  Madarsa Jamia Chishtiya Rudauli Shareef is established here Gallery Follow Our Instagram Page :  Faizan E Shaikh Ul Alam